Key: Db
CAPO: 1st fret
[Verse 1]
C F
Meri sau bimariyoka tu ilaaj hai,
C G
Tu hi mera beeta waqt, tu hi aaj hai...
C F
Din mahine saal kam padenge sang tere,
C G
Zindagi jo magoon poori, kya khayaal hai?
[Verse 2]
C F
Maana dil dara hua hai, tere saamne
C G
Dil ko mere kya hua hai, tere aane se...
C F
Saari zindagi meri hai, tere naam hi,
G C
Sirf saal maanga toh, betuka sawal hai...
[Verse 3]
F
Main tha wahi khada, aai tu banke hawa,
G Em
Mehek gaya hai mera jahaan...
F
Nazar theher gayi, kisi peher kahi,
G C
Aai jo saamne, tu yahaan...
Dm Em7
Mann mera na maane, tu jo saath aaye,
Dm7 G
Chhoona chahta hai aasman...
[Verse 4]
F C Am
Main hu patang, tu hawaoon ki rawaani,
G C F
Kisi kitaboon mein, kahaniyaan purani...
F C
Tere sang hai khamoshiyan bhi suhaani,
G C
Tumhe hai saare din ki baatein hai sunani...
G C
Kyun na main soon sakoon?
C Em
Tere zubanoo se doosro ki daastaan.
Tere zubanoo se doosro ki daastaan.
F G
Mere baare mein tu...
Am
Hai jab bhi sochta,
Am G
Ye mere sau jahaan hai jagmagate!
Comments
Post a Comment
Thanks for the comment! :)