I heard this shayri almost 4 years ago, it was a trimmed mp3, not sure who gave me this. And have been a big fan of this since i heard it. I have deleted much of my songs from my mobile since i got an iPOD, but couldnt dare to delete this one, because i will sure have to hear it someday.
This shayri is by a poet turned engineer. As told by him in the mp3, he ran away from his engineering and studied literature. He mentions:
"it's good to be a good poet than a bad engineer."
it goes like this:
kohi diwana kehta hai..koi pagal samajta hai.
magar dharti ki becheni ko bas badal samajta hai
main tujse door kaisa hoon, tu mujse door kaisi hai..
yeh tera dil samajta hai, ya mera dil samajta hai...
ke mohabbat ek ehsaso ki pawan si kahani hai..
kabhi kabira diwana tha, kabhi meera diwani thi..!
yaha sab log kehte hai mere ankhon mein ansu hai..
jo tu samje to moti hai, jo tu na samje to PAANI hai..!
samandar peer ka andar hai, lekin ro nahi sakta,
yeh ansu pyar ka moti hai, isko kho nahi sakta!
meri chahat ko dulhan tu banalena , magar sunle
jo mera ho nahi paya, woh tera nahi sakta...!
k bhramar kumudini par, machal betha toh hungama,
hamare dil me koi khwab betha toh hungama!
abhitak doob kar suntethe sab kissa mohabbat ka,
main kisseko haqeeqat mein badal betha toh hungama!
Some more that he quoted, shayri by others:
[mat puchh k kya haal hai mera tere aage, tu dekh k kya rang hai tera , meree age]
[jeevan ko ish tara jeena k, kohi mile toh khud se najar milasako]
finally found who the man is..

"Kumar Vishwas"
you MUST listen him, he is really very good..trust me
Comments
Post a Comment
Thanks for the comment! :)